होमUncategorizedRAM kya hai ? Or ye kaise kam karti hai ? Kitani...

RAM kya hai ? Or ye kaise kam karti hai ? Kitani GB ki RAM Sahi hai ?

Published on

Hallo dosto aapka hamare blog HimTechTips me aapka sawagt hai, aaj ki is post me main aapko mai RAM ke baare me jyada se Jyada jankari dunga

RAM kya hai ? Or ye kaise kam karti hai ? Kitani GB ki RAM Sahi hai ?


‌Aaj jab bhi hum RAM ka Nam sunte hai to hamare dimag me laptops, computers, mobiles our tablets ki image ya photo aane lagti hai kyunki  hum jante hain ki RAM ka use Mobile, laptop, computer etc. Me kiya jata hai….. Ye sab to thik hai lekin humne RAM ka Nam aaj tak sirf suna hi hai to aaj main aapko RAM ki complete jankari share krunga

RAM kya hoti hai ?

Sabse pahale RAM ki full form jan lete
R :- Random (रैंडम)
A :- Access (एक्सेस)
M :- Memory (मेमोरी)
RAM ki full form  “Random Access Memory”  hoti hai
RAM ko “प्राथमिक या मुख्य मेमरी (Primary or Main Memory)”  bhi kahate hai,
Is Memory yani RAM me koi bhi deta ya file permanently save nhi is Memory me koi bhi data tabhi tak rahata hai jab tak hum hamare device me us file ya application se related koi kam kr rahe hote hai

  • Jaise man lijiye hum hamare mobile me koi app 100MB ki hai to ye 100MB hamare phone ki storage memory ya internal memory me cover hoti hai, lekin jab hum is app ko open karte hai to ye 100MB storage memory se move hokar RAM me aajati hai fir 100 MB ka data RAM me cover ho jayega jaise hi hum is app ko close kr denge to fir se ye 100MB RAM se move hokar storage Memory me cover ho jayega
  • Ek or example hamare Mobile me Jo bhi video, photos hoti wo storage memory me hota lekin jab bhi hum kisi video ko ya photo ko open karte hai to wo RAM me aajati hai Or Is liye RAM ko “temporary memory” bhi kahate hai 

Ab aap ye to samjhh gaye honge ki RAM  kis trah se kam karti hai or hum aapko bata de ki RAM sabse jyada speed wali memory hoti hai RAM ki speed , internal memory ya SD card se 10 se 100 guna jyada hoti hai
RAM computer, laptop, Mobile ya kisi bhi device ka bahut important part hota or in sabhi devices ki speed or performance 90% RAM par hi depend karti hai

यह भी पढ़ें 👉  कोई भी लिंक शेयर करके लाखों रुपए कैसे कमाएं

RAM kitane prakar ki hoti hai ?
Basically RAM Memory 2 type ( prakar ) ki hoti hai

- Advertisement -
  1. DRAM  (Dynamic Random access memory)
  2. SRAM ( Synchronous Random Access Memory )

RAM ke kitane prakar hote hai iski charcha agali post me karenge

Kitane GB ki RAM achhi rahati hai ?

Dosto jab bhi hum ko digital device buy karte hai to sabse pahale us device me dekhate hai ki RAM kitane GB ki hi to mere anusar aaj ke is jamane ki normal require ke hisab se Mobile me minimum 2GB ki RAM To honi hi chahiye kyunki aaj hum WhatsApp chelate hai to lagabag 200 MB ki jagah cover kr lete hai or fb bhi lagabag 200 MB or baaki aaps 10,20,2,6,60….MB ko cover kr lete hai
Or jitani jyada badi RAM hogi utana hi hum hamare device me multi kam kar sakenge bina kisi problem or wo bi speed se

- Advertisement -

RAM se judi ye baate bhi samjo

isakee asthirata ke kaaran, raindam ekses memoree sthaayee deta stor nahin kar sakatee hai. raim kee tulana kisee vyakti kee short-tarm memoree se kee ja sakatee hai, aur kisee vyakti kee deerghakaalik smrti ke lie haard draiv kee tulana kee ja sakatee hai. short-tarm memoree tatkaal kaam par kendrit hai, lekin yah kisee bhee samay keval seemit sankhya mein tathyon ko dhyaan mein rakh sakatee hai. jab kisee vyakti kee short-tarm memoree bhar jaatee hai, to ise mastishk kee deerghakaalik smrti mein sangraheet tathyon se taaza kiya ja sakata hai.
ek computer bhi is tarah se kaam karata hai. yadi RAM me storage nhi hota yani RAM bhar jaata hai, to computer ke processor ko naye deta ke saath RAM mein puraane deta ko ovarlay karane ke liye baar-baar haard disk par jaana chaahiye. yah prakriya kampyootar ke sanchaln ko dhima yani slow karati hai.
Computer ki hard disk puri tarah se deta se bhari ho sakati hai yani hard disk me or space baaki nahi ho aur ab aur adhik data store karne mein asamarth hai, lekin RAM Memory se baahar nahin chalega. haalaanki, RAM aur Storage memory ka sanyojan poore tarah se istemaal kiya ja sakata hai.

यह भी पढ़ें 👉  ओटीपी क्या होता है? OTP kya hota hain? full form पूरी जानकारी

Dosto yadi aapko hamari ye post achhi lagi to is post ko share kro or hume Follow kro 
Aapka koi question hai to comment me jarur bataye

Latest articles

66Lottery: जीत के सपनों को साकार करने का आपका मंच

क्या आपने कभी सोचा है कि एक छोटे से लॉटरी टिकट के जरिए आप...

55 club se paise kaise kamaye

अगर आप ऑनलाइन गेमिंग की दुनिया में नए हैं या फिर एक अनुभवी खिलाड़ी...

Lottery-7 पर भाग्य की नई ऊंचाइयां छूने का अवसर

जीवन में कुछ मौके ऐसे होते हैं जब हम अपने सपनों को साकार होते...

OK-Win se paise kaise kamaye

आज के डिजिटल युग में, ऑनलाइन गेमिंग ने न केवल युवाओं बल्कि हर आयु...

BDG Win: ऑनलाइन गेमिंग से कमाई का बेस्ट प्लेटफॉर्म

इंटरनेट की इस विस्तारित दुनिया में, जहाँ हर रोज नए मौके और साधन सामने...

Dream99: ऑनलाइन गेमिंग के जरिए कमाई का एक रोमांचक अवसर

डिजिटल युग में, जहां नए-नए अवसरों की भरमार है, "Dream99" ऑनलाइन गेमिंग और कमाई...

तुम्हारे लिए

66Lottery: जीत के सपनों को साकार करने का आपका मंच

क्या आपने कभी सोचा है कि एक छोटे से लॉटरी टिकट के जरिए आप...

55 club se paise kaise kamaye

अगर आप ऑनलाइन गेमिंग की दुनिया में नए हैं या फिर एक अनुभवी खिलाड़ी...

OK-Win se paise kaise kamaye

आज के डिजिटल युग में, ऑनलाइन गेमिंग ने न केवल युवाओं बल्कि हर आयु...

Money view app se loan kese le। Money view app real/ fake

नमस्कार दोस्तों आप सभी का Technical Pariwar में स्वागत है दोस्तों आज की पोस्ट...

OTT platform क्या है? top 5 OTT platforms in india 2021

जैसे-जैसे इस दुनिया में इंटरनेट का विस्तार हो रहा है वैसे-वैसे यह दुनिया डिजिटल...

operating System क्या है कितने प्रकार? Explain OS in hindi

Operating System kya hai ? नमस्कार दोस्तों आज की पोस्ट में हम आपको बताने...

do you want updates?