mobile ke message dusre mobile me kaise dekhe? मोबाइल के मैसेज कैसे देखे दूसरे मोबाइल में ?
hello dosto aapka technical pariwar me swagat hain. aaj ki is post me hum janenge ki kisi ke mobile ke message kaise dekhe apne phone me. lekin iska kuchh log galat tarike se isaka fayda uthate hain jo ki bilkul galt hain or ye cyber crime ke under me aata hain.
is post me main aapko sari jankari dunga ki aap apne bank account se paise kaise chori hone se bacha sakte hai. or aap kisi ke sms apne phone me kaise padh sakte ho jaise aap apne baccho ya kisi or member par nigahrani rakhne ke liye unki permission lekar aap unke sms apne mobile par pade
kisi ke message kaise dekhe apne phone me iska galt use karne walo se sawdhan ( किसी मोबाइल से दूसरे मोबाइल में sms देखना इस ट्रिक के लिए गलत इस्तेमाल करेने वालो से सावधान )
dosto aajkal hamare aaspas me raharahe kuchh log jin par hum bharosa bhi karte hain. wo hi hamare saath kab dholka kar dete hain pata hi nahi chalta. dosto aaaj hamara mobile phone sirf calls karne ke liye hi nahi hota hain. hum mobile par bahut sari details apane phone par rakhte hain or itana hi nahi aapke phone se hi aap bank se paise nikal bhi sakte hain or kisi ke account me sand bhi kar sakte hain. yadi aap mobile se ye sab nhi karte to apne phone me apni sim card to rakhte hi honge jo aapke bank account se link rahata hain. isliye aaj aapke mobile safety utani hi important hain jitana ki aapka bank account or bank account ki details.
lekin hum jin logo par visawas karte hain unko hamara mobile phone de dete hain or unahi logo me kuchh hog ese hote hain ki dhokhe se aapke phone me kuchh esa kar dete hai jisse aapke mobile phone me aane wale sms ko wo apne mobile par bahut hi aasani se pad leta hai or jab chaheye aapke bank se paise badi aasani se nikal sakta hai kyunki bank ka koi bhi transition ko complete karne ke liye aapke phone par ek SMS aata hain jisme otp code hote hain jinse hum paise nikal sakte hain or wo otp usko pata lagajate hai or wo aapka bank account badi hi aasani se khali kar dete hain or itana hi nhi wo aapke phone ke koi bhi sms kabhi bhi apne phone se hi delet kar sakta hain. to ese me hume savdhani rakhni chahiye.
Aapke account se paise churane wale aapke phone se kya karte hain
bank se chori karne wale chor chori ke liye kuchh bhi kar lete hain jnaha par wo apne aapko safe feel karte hain. or wo naye naye tarike apnate hain unme se ye user ke mobile ko target karte hain kyunki mobile me unko bahut sari jankari mil jati hai is liye inki kosis rahati hain ki mobile me koi na koi esa app install karde jo us mobile ko khud ke mobile se control kar sake ya esi koi setting kar dete hain jinse unko aapki sms jaisi copy milti rahati hain.
lekin kuchh log aapke mobile par aaye otp chori karne ke liye kuchh ese apps ya esi tricks ka galat istemal bhi karte hain
kisi mobile ke sms kaise padhe दूसरे मोबाइल के SMS कैसे पढ़े
kisike mobile ke sms yadi aap apane phone par padna chahate ho to sabse pahle aapko us vyakti ka mobile lena hoga jiske aap sms apne phone me padna chahate ho.
- us vyakti ke mobile me playstore par jaker “Messages” app aapko usko phone me install karna. Is app ke publisher Google LLC hain is liye ye trusted mobile app hain. is app ko open karne par aapko us phone ke message milenge.
- yanha se aap sms bhi kar sakte ho kisi ko or sms receive bhi isi app me hone lagenge jaise aapko defolt messager me pahle aate the ab aapko sare sms yanha hi aayenge or is app me kisi trah ki ads bhi nhi aati.
- ab aapko is app me right top corner me 3 dots jinko menu dots bolte hain is par tab karna hain. aab aapke paas naye options aayenge unme se ek button Messages for web par click karna hain.
- ab aapko QR code scanner ka blue button milega jis par aap click karoge to camera chalu ho jayega
- ab aapko apne mobile jisme aap sms dekhna chahate hai uske kisi browser me is link https://messages.google.com/web ko open karni hain. ab isko open karne par ek QR code aayega.
- Is QR code ke niche Remember this computer ko enable jarur kare or uske baad QR code us vyakti ke phone se scane karna hain jaise hi scan complete hoga us phone ke sare sms aapke phone me bhi dikhne lag jayenge
dosto i hope ye technical pariwar ki post aapke liye help ful rahi hogi so please comment jarur kare
thanks
👌👍👍👍
Nice
🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩🏩
Monu
Omg
Please btana bhaiya
Messages wali app chupane ka bhi koi hal btao
kisi bhi mobile ko hide karna thoda muskil hota hain lekin koi rasta dekhta hu android or ios ke liye
kisi bhi mobile APP ko hide karna thoda muskil hota hain lekin koi rasta dekhta hu android or ios ke liye
Thanks sir
I like u
Muze 9595847611 no. Ke taex msg apni no. Pe dekha na hai kaise dekhe
Hvh
"Device connected computer" status baar me dikhaata hai. Jisse pata chal jata hai. Mobile wale ko..Ye sab kar ke dekh chuke hu bhai mere
thanks bhai comment ke liye and you are right
इस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.
.?
Mera sim card gam gaya haito colarshiup barna ka hai to us nambar ka messages heck kaise kare
Please bata do
Sir ek ladki call krke pareshankr rhi h