Phone पर बात करोगे फिर भी आपका फ़ोन Busy नहीं बताएगा ?

hello Good morning
अपने फ़ोन पर चाहे कितनी भी देर बाते करो आपका फ़ोन बिजी नहीं बताएगा Phone par baate karo aapka phone busy nahi batayega
kaise ho? technical pariwar me aapka swagat hain or aajki is post me hum ek mobile ki esi setting batayenge jisko chaalu karne ke baad aap call par busy honge or yadi koi aapko call ke bich me hi call lagane ki kosis krega to usko call busy nhi batayega or na hi call waiting me batayega. our fir aapko koi problem nahi hogi kyunki call lagane wale ko esa lagega ki shayd network problem ke karan call nahi lag raha ya fir number galat hain. or wo aapko complaint nahi karega ki aapka call busy kyu hota hain? call par kisse busy rahte ho?

अपने फ़ोन पर चाहे कितनी भी देर बाते करो आपका फ़ोन बिजी नहीं बताएगा 


Follow these steps:-

1. Sabse pahale apne mobile me dialer khole or #43# dial kare. isko dial karne ke baad phone par baat karte time kisi ki bhi call waiting me nahi aayegi or call karane wale ko call busy batayega.

2. Ab aapko dailer me *67*KOI BHI 10 DIGITS KE WRONG NUMBER#  dial kare
Note *67* ke baad koi bhi wrong number ya permanently band huye number hi dale or baad me # lagaye .
Ab aapko screen par call forwarding ka message dikhega iska matalb ye hoga ki jab bhi aapka phone busy hoga or yadi aapko koi call karega to wo aane wali call wrong number par forward hogi or call karne wale ko wrong number batayga uska phone.

Call karate wakt koi call karega to usko call busy nahi batayega – is call setting ko kaise band kare

1. Dial kare *43# isse aapke phone par baat karte time ke bich me koi bhi call karega to wo waiting me aayegi jisko aap receive bhi kar sakte hain. Agar aap esa nahi chahate to #43# dial kare.
 
2. Ab dial kare ##67# isse call forwarding band ho jayegi or jab aapka phone busy hoga to call karne wale ko busy batayega ya call waiting me batayega.
 
 
 

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें

NEW Post

More Recipes Like This