Aaj ka ye article me hum janenge ki apne mobile phone me install kiye huye apps ko apni sd card me kaise store kare apk file me
sd card me apps rakhne ka fayda
Phone memory ya sd card me apps ko apk file me rakhne se fayda ya benifit ye hain ki aap un apps ko bina download kiye hi apne mobile me install kar sakte ho. Isse hamare internet deta ki bachat hogiapp ko sd card me kaise bheje
Kisi bhi app ko memory me store karne ke liye ye steps follow kare:-
- Sabse pahle cleanmaster app play store se apne phone me install kar le
- Ab open kare or niche home button ke pass tools button par click kare
- Ab bahut sare options aayenge jinme app manager ke option par click karo
- Ab aapke mobile ke sabhi apps aajayenge jis bhi appko memory me bejna chahate ho us par click kro
- Uske baad back up installation package ka blue text aayenge use click karne ke baad aapki sd card me ye app apk file me save ho jayega
- Ye aap file manager me jayenge or aapko cleanmaster maan ka folder me backup folder milega jisme ye sare apps mil jayenge
Ummid hain www.technicalpariwar.in ki ye post aapko pasand aayi hogi humko comment karke jarur batana